Browse songs by

saathii tere naam, ek din, jiivan kar jaaye.nge

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

saathii tere naam, ek din, jiivan kar jaaye.nge, jiivan kar jaaye.nge
tuu hai meraa khudaa tuu naa karanaa dagaa
tum bin mar jaaye.nge, tum bin mar jaaye.nge

khushabuo.n kii tarah, tuu mahakatii rahe
bulabulo.n kii tarah, tuu chahakatii rahe
dil ke har taar se aa rahii hai sadaa
tuu salaamat rahe, bas yahii hai duaa
tuu hai meraa khudaa tuu naa karanaa dagaa
tum bin mar jaaye.nge, tum bin mar jaaye.nge

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
% Credits : Narendra Joshi
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image