saa.Njh bha_ii jhaa.Njh bhed jiyaraa ke khole re
- Movie: Sapna
- Singer(s): Usha Mangeshkar
- Music Director: Jaidev
- Lyricist: V N Mangal
- Actors/Actresses: Nivedita, Dilip Raj
- Year/Decade: 1969, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
saa.Njh bha_ii jhaa.Njh bhed jiyaraa ke khole re
saa.Njh bha_ii
Tha.nDii purava_iyaa kii Tha.nDii-Tha.nDii chhaa.nv me.n
Tha.nDii-Tha.nDii chhaa.nv me.n
kahataa hai ko_ii chal sapano.n ke gaa.Nv me.n
pii kii suuratiyaa
pii kii suuratiyaa hiyaa me.n aaj Dole re
hiyaa me.n aaj Dole
a.mbuvaa kii Daalii pe papiihaa pukaare
piyaa piyaa, mere piyaa ab naa sataa re
Taal nahii.n baat
Taal nahii.n baat aaj sa.ng sa.ng hole mere
sa.ng sa.ng ho le
saa.Njh bha_ii
Comments/Credits:
% Date: 28 Jun 2004 % generated using giitaayan