raajaabeTii kekaraalaa guu.nthaluu tuu rachirachi
- Movie: Saugandh
- Singer(s): Asit Baran, Mahila Swar (Indrani Roy?)
- Music Director: R C Boral
- Lyricist: Pt Natwar
- Actors/Actresses: Pahadi Sanyal, Bharati, Asit Baran, Binay Goswami, (some) Natwar, Dwijen Sanyal
- Year/Decade: 1942, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

## a = asit baran, m = mahila ##
a : raajaabeTii, kekaraalaa guu.nthaluu tuu rachirachi
chunachun phuulan ke haar
m : iihaa.n aao chupakese kaaname.n bataauu.n tohe
boluu.n naa mai.n batiyaa.n pukaar
raajaabeTaa, kekaratuu sapanaa dekhal nit
jaage-adhajaage harabaar
a : iihaa.n aao rase-rase giitame.n sunaauu.n tohe
boluu.n naa mai.n batiyaa.n pukaar
m : uu.n huu.n, raajaabeTii nahii.n jaayegii kisiike
Thaur, ha.nse laagii gaa.nvake ga.nvaar
a : uu.n huu.n, haathaka.ngan na gale motiimaal sohai,
jhuuThe raajabeTiike gohaar
m : phuulanake haar par haar haar jaaye.n laakho.n
ratan o motii balihaar
a : kaune mol deuu sakhii hiyaraake harabaatuu.n
m : manavaa.n je chaahe hamaar
a : manavaa.nkaa chaahe tor
m : maname.n jo naache mor
a : aav kahuu.n kaaname.n tohaar
m : uu.n huu.n tum duurase hii giitame.n sunaao hame.n
naahii ab hogii taqaraar
Comments/Credits:
% Date : 10 feb 2004 % Credits : Har Mandir Singh 'Hamraaz' % Comments : Geetanjali Series % The HFGK has credited the female part to Shanti. % But that was probably the on-screen name of the % character on whom the song is filmed. A commercial % release has credited the song to Indrani Roy. % Saugandh urf The Pledge. New Theatres. % Dir - Hem Chander.
