Browse songs by

pushhp kii abhilaashhaa: chaah nahii.n mai.n sur baalaa ke

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

pushhp kii abhilaashhaa

chaah nahii.n mai.n sur bAlaa ke
gahano.n me.n guu.Ndhaa jaauu.n
chaah nahii.n premii maalaa me.n ba.ndh
pyaarii ko lalachaauu.n

chaah nahii.n samraaTo.n ke
shav par he hari DAlaa jaauu.n
chaah nahii.n devo.n ke shir par
cha.Dhuu.N bhaagya par iThalaauu.n

mujhe to.D lenaa van maalii
us path par denaa tum phe.nk
mAtR^ibhuumi par shiish cha.Dhaane
jis path jaaye.n vIr anek
jis path jaaye.n vIr anek

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image