pahalaa nashaa pahalaa khumaar
- Movie: Jo Jeeta Wohi Sikander
- Singer(s): Sadhana Sargam, Udit Narayan
- Music Director: Jatin, Lalit
- Lyricist:
- Actors/Actresses: Aamir Khan, Ayesha Jhulka, Pooja Bedi
- Year/Decade: 1992, 1990s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
pahalaa nashaa, pahalaa khumaar
nayaa pyaar hai.n nayaa i.ntazaar
karaluu.N mai.n kyA apanA haal
ai dil-e-beqaraar mere dil-e-beqaraar
tU hii bataa
(u.Dataa hii phiruu.N in havaao.n me.n kahii.n
yA mai.n jhuul jaauu.N, in ghaTaao.n me.n kahii.n ) - 2
ek karaluu.N aasamaan aur zamiin
ab yaaro kyA karuu.N kyA nahii.n
pahalaa nashaa, pahalaa khumaar ...
(usane baat kii, kuchh aise Dha.ng se
sapane de gayaa vo hazaaro.n ra.ng ke ) - 2
rah jaauu.N jaise me.n haar ke
aur chuume vo mujhe pyaar se
pahalaa nashaa, pahalaa khumaar
nayaa pyaar hai.n nayaa i.ntazaar
karaluu.N mai.n kyA apanA haal,
ai dil-e-beqaraar mere dil-e-beqaraar,
tU hii bataa
Comments/Credits:
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)