o jaanaa.N naa jaanaa ... o jaanaa.N ye jaanaa
- Movie: Jab Pyar Kisi Se Hota Hai
- Singer(s): Kumar Sanu, Lata Mangeshkar, Anuradha Paudwal
- Music Director: Jatin, Lalit
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actors/Actresses: Namrata Shirodkar, Johny Lever, Farida, Salman Khan, Twinkle Khanna, Saeed
- Year/Decade: 1998, 1990s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
%Part 1:
o jaanaa.N naa jaanaa ye dil teraa diivaanaa
jahaa.n bhii tuu jaa_e tere piichhe aa_e ye teraa aashiq puraanaa
o jaanaa.N naa jaanaa ...
zor chalataa nahii.n kyaa karuu.n dil sa.mbhalataa nahii.n kyaa karuu.n haay
aisaa kaa.NTaa chubhaa pyaar kaa ab nikalataa nahii.n
terii nigaaho.n kaa mai.n ban gayaa huu.N nishaanaa
o jaanaa.N naa jaanaa ...
saarii duniyaa se ham ruuTh ke aa mohabbat kare.n TuuT ke
u.D naa jaa_e kabhii kyaa pataa ko_ii bha.nvaraa mujhe luuT ke
bha.nvaraa nahii.n hai meraa naam hai paravaanaa
o jaanaa.N ye jaanaa tuu hai meraa diivaanaa
tuu kare jo ishaaraa mai.n chalii aa_uu.n yaaraa chho.D ke ye zamaanaa
%Part 2:
o jaanaa.N ye jaanaa tuu hai meraa diivaanaa
tuu kare jo ishaaraa mai.n chalii aa_uu.n yaaraa chho.D ke ye zamaanaa
o jaanaa.N ye maanaa ...
terii merii nazar mil ga_ii dil se dil kii Dagar mil ga_ii
bin kahe bin sune dekh le dil ko dil kii khabar mil ga_ii
ye dil churaa ke tuu aa.Nkhe.n naa mujhase churaanaa
o jaanaa.N ye maanaa ...
dil duu.n yaa jaan duu.n naam le baaho.n me.n tuu mujhe thaam le
ho naa jaa_e nashaa pyaar kaa o sanam hosh se kaam le
mai.n kyaa karuu.n binaa pi_e ho gayaa mai.n mastaanaa
o jaanaa.N ye maanaa ...