o ha.Nsanii merii ha.Nsanii, kahaa.N u.D chalii
- Movie: Zehreela Insaan
- Singer(s): Kishore Kumar
- Music Director: R D Burman
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actors/Actresses: Pran, Neetu Singh, Rishi Kapoor, Moushumi Chatterjee
- Year/Decade: 1974, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
(o ha.Nsanii merI ha.Nsanii, kahaa.N u.D chalii
mere aramaano ke pa.Nkh lagaake, kahaa.N u.D chalii)- 2
(aajaa merI saa.Nso.n mai.n mahak rahaa re terA gajaraa
o aajaa merI raato.n mai.n lahak rahaa re terA kajaraa)- 2
o ha.Nsanii ... merI ha.Nsanii, kahaa.N u.D chalii,
mere aramaano ke pa.Nkh lagaake, kahaa.N u.D chalii
(der se laharo.n mai.n kamal sambhaale hue man kA
jIvan Taal mai.n bhaTak rahaa re terA ha.Nsaa)- 2
o ha.Nsanii ... merI ha.Nsanii, kahaa.N u.D chalii,
mere aramaano ke pa.Nkh lagaake, kahaa.N u.D chalii
kahaa.N u.D chalii kahaa.N u.D chalii ...
Comments/Credits:
% Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)