o dekhane waalo ek nazar dekho
- Movie: Arabian Nights
- Singer(s): Male Voice, Female Voice?
- Music Director: Kamal Dasgupta
- Lyricist: Fayyaz Hashmi
- Actors/Actresses: Kanan Devi, Nawab, Robin Majumdar, Devi Mukherji
- Year/Decade: 1946, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
% Male Voice
he he
o dekhane waalo ek nazar dekho -2
shahazaado.n ke khel dikhaa_uu.N zaraa idhar dekho
o dekhane waalo ek nazar dekho
ham bhii kuchh dikhalaaye.nge
ab ham bhii kuchh dikhalaaye.nge
sab dekh jise kho jaaye.nge
ra.ng nayaa ab laaye.nge ham sabake hosh churaaye.nge
lo ra.ng nayaa ab laaye.nge ham sabake hosh churaaye.nge
% Female Voice
o dekhane waalo -2
sab bhuul jaa_oge aisaa ab ham khel rachaaye.nge
aavo, aavoo tum sab aavo -2
ye khel aaKirii mil kar khele.n -2
haath se haath milaa lo
aavo, aavoo tum sab aavo
ai mahafil kii shaan -2
tumhaaraa dil bahalaaye.nge
ham ra.ng bharaa tyohaar tumhaare liye manaaye.nge -2
ai mahafil kii shaan -3
tumhaaraa dil bahalaaye.nge
ai mahafil kii shaan
tumhaaraa dil bahalaaye.nge