nainaa to dukhan laage ... chandaa re morii patiyaa.n le jaa
- Movie: Banjaarin
- Singer(s): Lata Mangeshkar, Mukesh
- Music Director: Pardesi
- Lyricist: Pt. Madhur
- Actors/Actresses: Sundar, Indira Bansal, Kanchan Kamini, Manhar Desai, Lalita Kumari
- Year/Decade: 1960, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
la : nainaa to dukhan laage
chandaa re morii ( patiyaa.n le jaa ) -2 saajan ko pahu.Nchaa de re
vo likh sake javaab unhe.n tuu meraa pataa bataa de re
chandaa re
mu : chandaa re morii ( patiyaa le jaa ) -2 sajanii ko pahu.Nchaa de re
vo likh sake javaab ...
la : palako.n kii hai kalam banaa_ii kaajal bah kar banii siyaahii
kaise likhuu.N kahaanii Gam kii tuu hii mujhe bataa de re
chandaa re ...
mu : ham Kush hai.n Gam diyaa hai tuune ye ehasaan kiyaa hai tuune
jahaa.N raho Kush raho merii is du_aa kaa asar dikhaa de re
chandaa re ...
do : o aakaash ke sundar darpaN tuu hii sajanii tuu hii saajan
bichha.De dilo.n ko phir se milaa de rotaa chaman ha.Nsaa de re
chandaa re ...