naach re dharatii ke pyaare
- Movie: Heeraa Moti
- Singer(s): Lata Mangeshkar, Chorus, Hemant Kumar
- Music Director: Salil Choudhary
- Lyricist: Shailendra Singh
- Actors/Actresses: Balraj Sahni, Nirupa Roy
- Year/Decade: 1959, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

fem ko: haa .a.a.a
male ko: ho .a.a.a haa .a.a.a
lataa: he .a.a.a naach re dharatii ke pyaare
tere aramaano.n kii duniyaa saamane hai tere
hema.nt: he .a.a.a aaj tere ghar hone ko hai.n phir
khushiyo.n ke phere
ko: dhaan kii baalii ye hariyaalii
kahatii hai tujhase re
lataa: he .a.a.a
% comment - lata does 'alapi', followed by mixed chorus.
lataa: jaise taise kaT gayii Gam kii raat kaalii
fem ko: jaise taise kaT gayii Gam kii raat kaalii
lataa: galii galii shor hai aayegii diwaalii
fem ko: galii galii shor hai aayegii diwaalii
male ko: hehe.a.a.a ka.Dii mehanat kii fasal
apane dhiiraj kaa ye phal
hema.nt: miiThaa laage re
lataa: he.a.a naach re dharatii ke ...
lataa: hawaa gaae leharaa, jiyaa leharaae re
fem ko: hawaa gaae leharaa, jiyaa leharaae re
lataa: gagarii uma.ng kii chhalak-chhalak jaae re
fem ko: gagarii uma.ng kii chhalak-chhalak jaae re
male ko: hehe.a.a.a gupachup dekhe Dagar
bhaa_ii(??) duniyaa hai magar
hema.nt: sab dukh bhaage re
lataa: he.a.a naach re dharatii ke ...
% comment - lata does 'alapi', followed by mixed chorus.
hema.nt: hame.n to ye dhuup bhii aaj lage chaa.Ndanii
male ko: hame.n to ye dhuup bhii aaj lage chaa.Ndanii
lataa: aane lagii yaad phir bhuulii hu_ii raaginii
fem ko: aane lagii yaad phir bhuulii hu_ii raaginii
male ko: hehe.a.a.a niile ambar ke tale
chhe.D kii baat chale
hema.nt: priit bhii jaage re
lataa: he .a.a.a naach re dharatii ke pyaare
tere aramaano.n kii duniyaa saamane hai tere
hema.nt: aaj tere ghar hone ko hai.n phir
khushiyo.n ke phere
ko: dhaan kii baalii ye hariyaalii
kahatii hai tujhase re
fem ko: naach re dharatii ke pyaare
tere aramaano.n kii duniyaa saamane hai tere
male ko: aaj tere ghar hone ko hai.n phir
khushiyo.n ke phere
%comment - Lata starts alapi in the background and keeps
% singing till the very end with the chorus.
ko: dhaan ki baalii ye hariyaalii
kahatii hai tujhase re
Comments/Credits:
% Transliterator: Dhananjay Naniwadekar % Date: 03 August, 2002, plus FITB: 07 Sept 2003 % Credits: Satish Kalra, Gautam Choudhury % Comments: Salil composed only one song in this film. % The other songs are Roshan's. film - hiiraa motii.
