Browse songs by

merii nazare.n paakaTamaar

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

( merii nazare.n a ra ra
merii nazare.n paakaTamaar
sambhaalo sambhaalo dil ke paakaT ko
mai.n kahuu.Ngii biich bajaar
sambhaalo dil ke paukeT ko ) -2

( shahar kii huu.N mai.n baa.Nkii chhorii
dekh rahe kyaa
dekh rahe kyaa chorii chorii ) -2
chorii chorii
aa.Nkho.n me.n a ra ra
aa.Nkho.n me.n aa.Nkhe.n Daal
sambhaalo sambhaalo dil ke paakaT ko
mai.n kahuu.Ngii biich bajaar
sambhaalo dil ke paukeT ko

( khele uma.ngo.n se dekho jawaanii
sun naKaro.n se
sun naKaro.n se merii kahaanii ) -2
merii kahaanii
merii baate.n a ra ra
merii baate.n lachchhedaar
sambhaalo sambhaalo dil ke paakaT ko
mai.n kahuu.Ngii biich bajaar
sambhaalo dil ke paukeT ko

( luuT chukii mai.n laakho.n dilo.n ko
milaa nahii.n jo
milaa nahii.n jo luuTe mujhako ) -2
luuTe mujhako
mai.n Dhuu.NDh a ra ra
mai.n to Dhuu.NDh Dhuu.NDh ga_ii haar
sambhaalo sambhaalo dil ke paakaT ko
mai.n kahuu.Ngii biich bajaar
sambhaalo dil ke paukeT ko

Comments/Credits:

			 % lyricist Madhuraj is Madhukar Rajasthani
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image