Browse songs by

mere liyee suunaa suunaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

ho mere liyee suunaa suunaa
saraa jahaa.N suunaa suunaa
o o ( mere liyee suunaa suunaa
saraa jahaa.N suunaa suunaa
meraa kahii.n ko_ii nahii.n
jaa_uu.N to jaa_uu.N kahaa.N mai.n kahaa.N mai.n kahaa.N ) -2

chaa.Nd jaaye suuraj aaaye le ke ye saveraa -2
hai merii zi.ndagii me.n har pal a.ndheraa
dekhuu.N jahaa.N chhaayaa dhu_aa.N
jaa_uu.N to jaa_uu.N kahaa.N mai.n kahaa.N mai.n kahaa.N

mere liyee suunaa suunaa
saraa jahaa.N suunaa suunaa
meraa kahii.n ko_ii nahii.n
jaa_uu.N to jaa_uu.N kahaa.N mai.n kahaa.N mai.n kahaa.N

kho ke tujhako tanahaa mai.nne kaise din bitaaye -2
jisake dil pe biite ye wohii jaan paaye
so_uu.N jahaa.N jaaguu.N jahaa.N
tujhe pukaaruu.N wahaa.N mai.n wahaa.N mai.n wahaa.N

( mere liyee suunaa suunaa
saraa jahaa.N suunaa suunaa ) -2
meraa kahii.n ko_ii nahii.n
jaa_uu.N to jaa_uu.N kahaa.N mai.n kahaa.N mai.n kahaa.N

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image