Browse songs by

mast hawaa_o.n me.n ThNDii\-ThaNDii chhaa.Nv me.n

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

( mast hawaa_o.n me.n ThNDii-ThaNDii chhaa.Nv me.n
meraa dil bole anokhii boliyaa.N
hoy meraa dil bole anokhii boliyaa.N ) -2

kabhii kahe tuu le chal mujhe wahaa.N nis kii jawaanii ho -2
na ho subah na shaam
o
jahaa.N nis kii raat suhaanii ho -2
jahaa.n mai.n huu.N wo ho.n aur taaro.n kii Toliyaa.N

meraa dil
meraa dil bole anokhii boliyaa.N
hoy meraa dil bole anokhii boliyaa.N

mast hawaa_o.n me.n ThNDii-ThaNDii chhaa.Nv me.n
meraa dil bole anokhii boliyaa.N
hoy meraa dil bole anokhii boliyaa.N

jiyaa kahe piyaa ko le ke chhup-chhup jaaye.nge
kaale-kaale baadalo.n kii oT -2
ho.nTh kii duniyaa se duur-duur haay re
jahaa.N dil waale pa.De hai.n majabuur
haay re
jahaa.N dil waale pa.De hai.n majabuur
phir janam-janam kii pyaas miTegii -2
bhar le.nge ham dono.n dil kii jholiyaa.N

meraa dil
meraa dil bole anokhii boliyaa.N
hoy meraa dil bole anokhii boliyaa.N

mast hawaa_o.n me.n ThNDii-ThaNDii chhaa.Nv me.n
meraa dil bole anokhii boliyaa.N
hoy meraa dil bole anokhii boliyaa.N

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image