mai.n vahii vahii baat ... har din nayaa din har raat na_ii raat
- Movie: Naya Din Nayi Raat
- Singer(s): Mohammad Rafi
- Music Director: Laxmikant, Pyarelal
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actors/Actresses: Sanjeev Kumar, Jaya Bhaduri
- Year/Decade: 1974, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
mai.n vahii vahii baat -2
mere li_e to har din nayaa din har raat na_ii raat
mai.n vahii vahii baat ...
achchhii yaa Karaab pii lii jaisii milii sharaab pii lii
saaqii nayaa hai jaam puraanaa ra.ng nayaa hai naam puraanaa
subah ho yaa shaam mujhe mastii se kaam
kyuu.Nki har din nayaa din ...
apanaa hii lahuu pii rahaa huu.N marane ki li_e jii rahaa huu.N
dil apanaa hai Gam apane hai.n duniyaa paraa_ii ( ham apane hai.n ) -2
mujhe aa_e naa qaraar mai.n rahuu.N beqaraar
kyuu.Nki har din nayaa din ...