Browse songs by

mai.n kyaa jaanuu.N kyaa jaaduu hai

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

mai.n kyaa jaanuu.N kyaa (jaaduu hai - 3) - 2
in do matavAle naino.n me.n (jaaduu hai - 3)
mai.n kyaa jaanuu.N ...

ek ek athAh sAgar sA hai - 2
in do matavAle naino.n me.n (jAdU hai - 3)
mai.n kyaa jaanuu.N ...

(man pUchh rahA hai ab mujhase
naino.n ne kahA hai kyA tujhase ) - 2
jab nain mile (naino.n ne kahA - 2)
jab nain mile naino.n ne kahA
ab nain base ke naino.n me.n
mai.n kyaa jaanuu.N ...

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image