mai.n aashiq huu.N bahaaro.n kaa
- Movie: Aashiq
- Singer(s): Mukesh
- Music Director: Shankar, Jaikishan
- Lyricist: Shahryar
- Actors/Actresses: Raj Kapoor, Nanda, Padmini
- Year/Decade: 1962, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

mai.n aashiq huu.N bahaaro.n kaa
fizaao.n kaa nazaaro.n kaa
mai.n mastaanaa musaafir huu.N
javaa.n dharatii ke a.njaane kinaaro.n kaa
sadiyo.n se jag me.n aataa rahaa mai.n
nae ra.ng jiivan me.n laataa rahaa mai.n
har ek des me.n nit nae bhes me.n
kabhii mai.nne ha.Ns ke diipak jalaae
kabhii ban ke baadal aa.Nsuu bahaae
meraa rastaa pyaar kaa rastaa
chalaa gar safar ko koii besahaaraa
to mai.n ho liyaa sa.ng liye ek taaraa
gaataa huaa dukh bhulaataa huaa
Comments/Credits:
% Credits: C. S. Sudarshana Bhat (cesaa129@utacnvx.uta.edu) % Ikram Ahmad Khan (i-khan@tamu.edu) % Editor: Anurag Shankar (anurag@astro.indiana.edu)
