maar gayaa bichhu_aa bedardaa
- Movie: Farz
- Singer(s): Chorus, Anupama Deshpande
- Music Director: Uttam Singh
- Lyricist: Sameer
- Actors/Actresses: Sunny Deol, Preity Zinta
- Year/Decade: 2000, 2000s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
maar gayaa
bichhu_aa bichhu_aa
bedardaa aadhii raat ko merii chhat pe cha.Dh gayaa
chorii se haay u.ngalii me.n chhallaa ja.D gayaa
ai bedardaa aadhii raat ko ...
raat kii baaho.n me.n so_ii thii mai.n hoy hoy
anjaane.n sapano.n me.n kho_ii thii mai.n hoy hoy
vo Da.nk maaraa machalane lagii
nii.ndo.n me.n karavaT badalane lagii
kam naa hu_aa haay dard aur ba.Dh gayaa
haay bedardaa aadhii raat ko ...
maine ye sochaa hu_aa jab saveraa haay haay
haa.n bichhu_aa thaa vo ke vo saajan thaa meraa haay haay
chhup ke chhupaa ke kahaa.n se vo aayaa
ye raaz maine to sabase chhupaayaa
jo bhii hu_aa haay chain mujhako pa.D gayaa
bedardaa aadhii raat ko ...