le jaae.nge ... dil_vaale dulhaaniyaa le jaae.nge
- Movie: Chor Machaye Shor
- Singer(s): Chorus, Asha Bhonsle, Kishore Kumar
- Music Director: Ravindra Jain
- Lyricist: Rajkavi Inderjit Singh Tulsi
- Actors/Actresses: Mumtaz, Shashi Kapoor
- Year/Decade: 1974, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

ki: le jaae.nge, le jaae.nge, dil-vaale dulhaaniyaa le jaae.nge
are, rah jaae.nge, rah jaae.nge, paise-vaale dekhate rah jaae.nge
ko: le jaae.nge, le jaae.nge ...
ki: tum ho kalii to gulaab ham hai.n
ko: ho gulaab ham hai.n
ki: ho.nTho.n se lagaa lo to sharaab ham hai.n
ko: ho sharaab ham hai.n
ki: kahate hai.n log ki Karaab ham hai.n
terii har baat kaa javaab ham hai.n
ko: laajavaab ham hai.n
ki: apane do haatho.n se
kamaayaa huaa khaane-vaale
haq na paraayaa kabhii khaae.nge
sasur-jii
ko: le jaae.nge ...
terii so.n, machhariyaa
ki: le jaae.nge
aa: mai.n bhii tere saath huu.N, dil bhii tere saath
ko: sajanaa dil bhii tere saath
aa: chaahe jab aajaa channaa le ke baaraat
ko: chhetii-chhhetii aajaa channaa le ke baaraat
ki: mere paas koThii hai na kaar sajanii
ka.Dakaa hai teraa diladaar sajanii
ko: diladaar sajanii
aa: koThii ba.Ngalaa na mujhe kaar chaahie
dil chaahie diladaar chaahie
ki: haa.N chal phir chhalie soNie nii balie
dil kii hii duniyaa basaae.nge
ko: le jaae.nge ...
tere baaG kii bulabul
ki: le jaae.nge
ko: le jaae.nge le jaae.nge ...
Comments/Credits:
% Transliterator: David Windsor% Editor: Rajiv Shridhar % Date: 10/31/1996
