Browse songs by

lag ga_ii choT karejawaa me.n haay raamaa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

aa
lag ga_ii choT karejawaa me.n haay raamaa
lag ga_ii choT karejawaa me.n haay raam
lag ga_ii choT

naino.n ke tiir mohe maar gayo sai.nyaa.N -2
o lag ga_ii choT karejawaa me.n haay raam
lag ga_ii choT

aan-ajaan kii mai.n nahii.n jaanuu.N re -2
ghaayal kar ke haay -2
ghaayal kar ke sidhaar karo sai.nyaa.N
lag ga_ii choT karejawaa me.n haay raamaa
lag ga_ii choT

kuchh maajaraa sunaataa huu.N mai.n husn-o-ishq kaa
lailaa kii ek aas me.n diivaanaa kais thaa
baad-e-fanaa thaa dono.n kaa madapan judaa-judaa
lekin wo dono.n qabro.n se aatii hai ye sadaa
lag ga_ii choT karejawaa me.n haay raamaa
lag ga_ii choT

gor se majanuu.N ke jaa puuchaa kisii ne ye sakhun
yaad kuchh lailaa kii ab bhii baakii hai o Kastaa-tan
aa hasan jii bhar ke bolaa khai.Nch kar mu.Nh se qafan

##male voice## : kyaa

lag ga_ii choT karejawaa me.n haay raamaa
lag ga_ii choT

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image