lab pe fariyaad hai dil barabaad hai
- Movie: Naach
- Singer(s): Geeta Dutt, Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar
- Music Director: Husnlal-Bhagatram
- Lyricist: Mulk Raj Bhakhri
- Actors/Actresses: Shyam, Suraiyya, Om Prakash, Kuldeep Kaur, Vasti
- Year/Decade: 1949, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
la, gii: ( lab pe fariyaad hai dil barabaad hai
lekin barabaad dil me.n tuu hii aabaad sajaniyaa
tuu hii aabaad hai ) -2
ra: hamane samajhaa thaa apanaa bhii hogaa ko_ii
haay qismat hamaaraa ko_ii nahii.n
mere Gam kii kahaanii kaun sune
duniyaa me.n sahaaraa ko_ii nahii.n
la, gii: ( lab pe fariyaad hai dil barabaad hai
lekin barabaad dil me.n tuu hii aabaad sajaniyaa
tuu hii aabaad hai ) -2
ra: terii yaad se dil aabaad kiyaa
par tuune na bhuul ke yaad kiyaa
aur isape sitam mere saamane hii
tuune Gair kaa ghar aabaad kiyaa
la, gii: ( lab pe fariyaad hai dil barabaad hai
lekin barabaad dil me.n tuu hii aabaad sajaniyaa
tuu hii aabaad hai ) -2
Comments/Credits:
% Kosh mentions "Chorus" among singer, but I didn't find Chorus in it.