laakh sahii ham pii kii batiyaa.N ek sahii naa jaaye
- Movie: Yahoodi Ki Ladki
- Singer(s): K L Saigal
- Music Director: Pankaj Mullick
- Lyricist:
- Actors/Actresses: K L Saigal, Pahadi Sanyal, Radha Rani, Ratanbai, Munirbai
- Year/Decade: 1933, 1930s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
laakh sahii haa.N -3
pii kii batiyaa.N
ek sahii naa jaaye
haa.N-haa.N
ek sahii naa jaaye
aa re
laakh sahii ham
laakh sahii haa.N
laakh sahii ham
pii kii batiyaa.N
ek sahii naa jaaye
haa.N-haa.N
ek sahii naa jaaye
jaaye rahe.n sautin ghar nis-din -4
hamaraa jii kalapaaye -3
laakh sahii ham
pii kii batiyaa.N
ek sahii naa jaaye
haa.N ab
ek sahii naa jaaye
nainaa laal kapol pe a.njanaa -2
chaal ba_ii matawaarii
nainaa laal kapol pe a.njan
chaal ba_ii matawaarii
raat jage kis bairan ke ghar -3
kis sautin bharamaaye -3
raam
kis sautin bharamaaye
laakh sahii haa.N -3
laakh sahii ham
pii kii batiyaa.N
ek sahii naa jaaye
ek sahii naa jaaye
haa.N haa.N
ek sahii naa jaaye