Browse songs by

kyo.n baje hR^iday viinaa ke taar ... aa_ii bahaar

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

a : uu.n uu.n uu.n uu.n
lii : uu.n uu.n uu.n
a : kyo.n baje
hR^iday viinaa ke taar
murajhaa_ii
murajhaa_ii
man kii bagiyaa me.n
aa_ii bahaar aa_ii bahaar -2

lii : ( gaye chho.D
neh naate ko to.D ) -2
rahane do ye jhuTaa dulaar -2
a : baj uThaa aaj dil kaa sitaar -2

murajhaa_ii
do : murajhaa_ii
man kii bagiyaa me.n
aa_ii bahaar aa_ii bahaar -2

a : kyaa ruTh ga_ii ho pyaarii -2
lii : tum ba.De niThur giradhaarii -2
a : ab maaro naa taano.n kii maar -2

murajhaa_ii
do : murajhaa_ii
man kii bagiyaa me.n
aa_ii bahaar aa_ii bahaar -2

a : ( kyuu.N chhupii kunj me.n
baahar kyuu.N nahii.n aatii ) -2
lii : dil dharake ghanashyaam -2
aatii mai.n sharamaatii -2
a : na tarasaa_o na tarasaa_o
do : aa_ii bahaar aa_ii bahaar -2

Comments/Credits:

			 % Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)

% hfgk credits Ramchandra Pal for music

% HMV cassette Remembering Dadamuni STHV 824018
% credits Saraswati Devi for music
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image