Browse songs by

kyaa khabar thii ... vo din kahaa.N gaye bataa

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

kyaa khabar thii ki muhabbat me.n ye din aate hai.n
jise ham apanaa banaate hai.n, vo ta.Dapaate hai.n

vo din kahaa.N gaye bataa-2
jab is nazar me.n pyaar thaa, pyaar thaa
vo din kahaa.N gaye bataa

mai.n ne to kuchh kahaa nahii.n
jo yuu.N nigaahe.n pher lii
mai.n ne to kuchh kahaa nahii.n
vo raat yaad hai yahii, kissaa huaa thaa pyaar kaa
vo din kahaa.N gaye bataa

(aa.Nkho.n me.n nii.nd thii magar
soye nahii.n the raat bhar)-2
dil ko lagaa huaa thaa Dar
shaam saveraa ho gayaa
vo din kahaa.N gaye bataa

Comments/Credits:

			 % Transliterator:Srinivas Ganti
% Date:18 August 2001
% Comments:LATAnjali
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image