kR^iShNaa ##you are the greatest musician of the world##
- Movie: Meeraa Kaa Mohan
- Singer(s): Kumar Sanu, Anuradha Paudwal
- Music Director: Arun Paudwal
- Lyricist: Indeevar
- Actors/Actresses: Pran, Avinash Wadhwan, A K Hangal, Ashwini Bhave, Deepak Saraf
- Year/Decade: 1991, 1990s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ko : kR^iShNaa kR^iShNaa kR^iShNaa
kR^iShNaa hare kR^iShNaa
kR^iShNaa raadhe kR^iShNaa
ku : o kR^iShNaa ##you are the greatest musician of this world##
o kR^iShNaa kyuu.n vaadaa de ke ##refusion of the world##
a : baa.Nsurii se tuune prem sandeshaa diyaa hai mohanaa
ku : tuune jo bhii giit sunaayaa giitaa ban ke jag pe chhaayaa
GYaan kaa man me.n diip jalaayaa
tuune hii sab ko lubhaayaa aur sab ko nachaayaa
a : pyaar ko tuune kiyaa hai paavan har insaa.n ko diyaa hai jiivan
har aa.ngan me.n raadhaa mohan
tuune hii jag ko amar sa.ngiit sunaayaa