kaun kisii ko baa.Ndh sakaa
- Movie: Kaaliyaa
- Singer(s): Mohammad Rafi, Chorus
- Music Director: R D Burman
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actors/Actresses: Pran, Amitabh Bachchan, Amjad Khan, Parveen Babi
- Year/Decade: 1981, 1980s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

ra: kaun kisii ko baa.Ndh sakaa
haa.N kaun kisii ko baa.Ndh sakaa sayyaad to ik diiwaanaa hai
to.D ke pi.njaraa ek na ek din pa.nchhii ko u.D jaanaa hai
kaun kisii ko baa.Ndh sakaa sayyaad to ik diiwaanaa hai
to.D ke pi.njaraa ek na ek din pa.nchhii ko u.D jaanaa hai
a.nga.Daa_ii le kar ke jaagii hai naujawaanii -2
sapane naye hai.n aur za.njiir hai puraanii
paharedaar faate se
baraso raam dha.Daake se
hoshiyaar bha_i sab hoshiyaar
raat a.ndherii rut barakhaa aur Gaafil saaraa zamaanaa hai
to.D ke pi.njaraa ek na ek din pa.nchhii ko u.D jaanaa hai
kaun kisii ko baa.Ndh sakaa sayyaad to ik diiwaanaa hai
to.D ke pi.njaraa ek na ek din are pa.nchhii ko u.D jaanaa hai
o.a ho.a
( khi.Dakii se rukataa hai jho.nkaa kahii.n hawaa kaa
hil jaaye.n diiwaare.n aisaa karo dhamaakaa ) -2
bole Dhol taashe se
baraso raam dha.Daake se
hoshiyaar bha_i sab hoshiyaar
dekh ke bhii na ko_ii dekhe aisaa kuchh ra.ng jamaanaa hai
to.D ke pi.njaraa ek na ek din pa.nchhii ko u.D jaanaa hai
kaun kisii ko baa.Ndh sakaa sayyaad to ik diiwaanaa hai
to.D ke pi.njaraa ek na ek din pa.nchhii ko u.D jaanaa hai
kah do shikaarii se pha.ndaa lagaa ke dekhe -2
ab jisame.n himmat ho raste me.n aa ke dekhe
nikalaa sher haa.Nke se
baraso raam dha.Daake se
jaane waale ko jaanaa hai aur siinaa taan ke jaanaa hai
to.D ke pi.njaraa ek na ek din pa.nchhii ko u.D jaanaa hai
ko: ( kaun kisii ko baa.Ndh sakaa sayyaad to ik diiwaanaa hai
to.D ke pi.njaraa ek na ek din pa.nchhii ko u.D jaanaa hai ) -2
