kaho na kaho, ye aa.Nkhe.n bolatii hai.n
- Movie: Murder
- Singer(s): Amir Jamal
- Music Director: Anu Malik
- Lyricist: Sayeed Quadri
- Actors/Actresses: Mallika Sherawat
- Year/Decade: 2004, 2000s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
kaho na kaho, ye aa.Nkhe.n bolatii hai.n
o sanam o sanam
o mere sanam
mohabbat ke safar me.n ye sahaaraa hai
vafaa ke saahilo.n kaa ye kanaaraa hai
( baadalo.n se uu.Nchii u.Daan unakii
sabase alag pahachaan unakii
unase hai pyaar kii kahaanii mansuub
aatii-jaatii saa.Nso.n kii rawaanii mansuub) - 2
% arabic lyrics
kaho na kaho, ye aa.Nkhe.n bolatii hai.n
o sanam o sanam
o mere sanam
mohabbat ke safar me.n tuu hamaaraa hai
a.ndhere raasto.n kaa tuu sitaaraa hai
% arabic lyrics
tuu hii jiine kaa sahaaraa hai
merii maujo.n kaa kinaaraa hai
mere liye ye jahaa.N hai tuu
tujhe mere dil ne pukaaraa hai
e e e e -2
kaho na kaho, ye saa.Nse.n bolatii hai.n
o sanam o sanam
o mere sanam
labo.n pe naam tere bas hamaaraa hai
ye teraa dil bhii jaanaa.N ab hamaaraa hai
kaho na kaho, ye aa.Nkhe.n bolatii hai.n
o sanam o sanam
o mere sanam
mohabbat ke safar me.n ye sahaaraa hai
vafaa ke saahilo.n kaa ye kanaaraa hai
( Kaabo.n me.n tujhako sa.Nwaaraa hai
jazbo.n me.n apane utaaraa hai
merii ye aa.Nkhe.n jidhar dekhe.n
teraa hii teraa nazaaraa hai ) -4