kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa
- Movie: Heeraalaal Pannaalaal
- Singer(s): Lata Mangeshkar, Asha Bhonsle, Kishore Kumar, Bhupinder
- Music Director: R D Burman
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actors/Actresses: Shashi Kapoor, Neetu Singh, Zeenat Aman, Randhir Kapoor
- Year/Decade: 1978, 1970s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
% Kishore:
he.. kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa
cheharaa to hai pahachaanaa hu_aa
% Bhupinder:
he.. kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa
cheharaa to hai pahachaanaa hu_aa
% Lata:
ho sochiye na_ii baat ko_ii
ab ye mazaak puraanaa hu_aa
% Kishore, Bhupinder:
wo suhaanaa milan
pyaar kii wo lagan
bhuul gaye kyaa sanam
% Lata, Kishore, Bhupinder:
tarram parram parram pam
% Kishore:
kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa
Bhupinder:
cheharaa to hai pahachaanaa hu_aa
% Asha:
ho sochiye na_ii baat ko_ii
ab ye mazaak puraanaa hu_aa
% Kishore, Bhupinder:
wo suhaanaa milan
pyaar kii wo lagan
bhuul gaye kyaa sanam
% Lata:
yaad ab aayaa re haa.N
aagare kii ku.nj galiyaa.N
% Asha:
para pa, para pa, para pa, para pa
% Lata:
yaad ab aayaa re haa.N
aagare kii ku.nj galiyaa.N
% Asha:
piichhe-piichhe la.Dako.n kii fauj
aage-aage tum merii jaa.N
% Kishore, Bhupinder:
phir lage the gale, taajamahal tale, bhuul gaye kyaa sanam
% Lata, Asha:
tarram parram parram pam
kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa
cheharaa to hai pahachaanaa hu_aa
% Kishore, Bhupinder:
ho sochi_e na_ii baat ko_ii
ab ye mazaak puraanaa hu_aa
% Lata:
aa_ine me.n kabhii, dekh lete chhabii
bhuul gaye kyaa sanam
% Bhupinder, Asha:
wa wa, wa wa, wa wa wow
wa wa, wa wa, wa wa wow
wa wa, wa wa, wa wa wow
% Kishore:
yaad hai saawan kii rumajhum
jab the mere pyaar me.n gum
% Asha, Bhupinder:
pa ra pa, pa ra pa, pa ra pa, pa ra pa
% Kishore:
yaad hai saawan kii rumajhum
jab the mere pyaar me.n gum
% Bhupinder:
maar ke Thokar apano.n ko
ghar se bhaag liye the tum
% Asha:
phir hamaarii chha.Dii, yaar aisii pa.Dii
bhuul gaye kyaa sanam
% Asha, Bhupinder:
tarram parram parram pam
% Kishore:
kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa
% Lata, Asha:
ta ra ra
% Bhupinder:
cheharaa to hai pahachaanaa hu_aa
% Lata, Asha:
la la la
ho sochiye na_ii baat ko_ii
ab ye mazaak puraanaa hu_aa
% Lata, Asha, Kishore, Bhupinder:
la la la la la la
la la la la la la
la la la la la la la
% Asha, Bhupinder:
tarram parram parram pam
% Lata, Asha:
kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa
cheharaa to hai pahachaanaa hu_aa
% Kishore (not in tarannum):
are are ye to asalii Tapak pa.Dii
% Kishore, Bhupinder:
kahiye kahaa.N se aanaa hu_aa
cheharaa to hai pahachaanaa hu_aa
% Kishore (not in tarannum):
hukka hua, hukka hua, hu hu hukaa hua
Comments/Credits:
% Transliterator: V S Rawat % Date: Jan 8, 2002 % Series: TERE HAMASAFAR GEET HAIN TERE