Browse songs by

kahanaa hai, kahanaa hai

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

kahanaa hai, kahanaa hai ##(slow)##

kahanaa hai, kahanaa hai, aaj tumase ye pahalii baar, ho
tum hii, to lAI ho, jIvan me.n mere, pyaar pyaar pyaar - (2)

tumase, kahane vaalii, aur bhI hai.n, pyaarii baate.n
saamane sabake kaise, kah duu.n mai.n vo, pyaarii baate.n
aaj mujhe bas itanaa hii ab karanaa hai iqaraar
tum hii to lAI ho ...

kab se, dil ne mere, maan liyaa hai tujhako apanaa
aa.Nkhe.n merI dekh rAhI hai.n sote uThate ye sapanaa
mere gale me.n Daal rAhI ho tum baaho.n kA haar
tum hii to lAI ho ...

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Ravi Kant Rai (rrai@plains.nodak.edu)
% Editor: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image