kahaa.N hai.n ham ye aaj ... ijaazat ho to ham aa_e.N
- Movie: Paighaam
- Singer(s): Mohammad Rafi, Asha Bhonsle
- Music Director: C Ramchandra
- Lyricist: Pradeep
- Actors/Actresses: Motilal, Raj Kumar, Dilip Kumar, Vyjayantimala, Pandhari Bai
- Year/Decade: 1959, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
aa : kahaa.N hai.n ham ye aaj mat puuchho ek jhuuThaa dilaasaa hai
hame.n mat is tarah Taalo hamaaraa pyaar pyaasaa hai
javaanii ke akelepan kii gha.Diyaa.N hamako naa bhaa_e.N
ra : ijaazat ho to ham aa_e.N
aa : hamaarii bhii ye hasarat hai kisii kaa pyaar ham paa_e.N
kisii ke paas hai.n ham to magar hai ab talaq ye duurii
ra : huqm de do to ham kar de.n tumhaarii ye kamii puurii
aa : agar tumasaa mile ko_ii to ham jannat ko Thukaraa_e.N
ra : ijaazat ho to ham aa_e.N ...
aa : ye dha.Dakan kyuu.N ye ta.Dapan kyuu.N dard miiThaa saa kyaa hai ye
ra : jo ab maano to ham kah de.n javaanii kii sazaa hai ye
aa : binaa kaaraN ye zurmaanaa ajii ham kyuu.N na ghabaraa_e.N
ra : ijaazat ho to ham aa_e.N ...