kahaa.N hai, tuu kahaa.N hai merii duniyaa luuTane vaale
- Movie: Naubahaar
- Singer(s): Lata Mangeshkar
- Music Director: Roshan
- Lyricist: Shailendra Singh
- Actors/Actresses: Nalini Jaywant, Ashok Kumar
- Year/Decade: 1952, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
kahaa.N hai, tuu kahaa.n hai
merii duniyaa luuTane vaale, duniyaa luuTane vaale
basaakar dil me.n aramaa.n, kis liye barabaad kar Daale
duniyaa luuTane vaale
tujhe apanii qasam, aise me.n dam bhar ke liye aajaa
labo.n par jaan aa_ii, zi.ndagii ke pa.D gaye laale
duniyaa luuTane vaale ...
tumhaarii yaad kaa ye dil sahaaraa leke baiThaa hai
muhabbat chhuuTane vaalii, na aramaa.n TuuTane vaale
duniyaa luuTane vaale ...
Comments/Credits:
% Transliterator: Srinivas Ganti % Comments: LATAnjali