Browse songs by

kabhii khushi kabhii Gam

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

% Part 1:

aa
kabhii Kushii kabhii Gam
naa judaa ho.nge ham
kabhii Kushii kabhii Gam aa aa

merii saa.Nso.n me.n tuu hai samaayaa
meraa jiivan to hai teraa saayaa
terii puujaa karuu.N mai.n to haradam
ye hai.n tere karam
kabhii Kushii kabhii Gam

subah-o-shaam charaNo.n me.n diye ham jalaa_e.N
dekhe.n jahaa.n bhii dekhe.n tujhako hii paa_e.N
in labo.n pe teraa bas teraa naam ho
pyaar dil se kabhii bhii na ho kam
ye hai.n tere karam
kabhii Kushii kabhii Gam

ye ghar nahii.n hai ma.ndir hai teraa
is me.n sadaa rahe teraa baseraa
o ye ghar nahii.n hai ma.ndir hai teraa
is me.n sadaa rahe teraa baseraa
khushbu_o.n se terii ye mahakataa rahe
aa_e jaa_e bhale ko_ii mausam
ye hai.n tere karam
kabhii Kushii kabhii Gam

merii saa.Nso.n me.n ...

% Part 2:

aa
kabhii Kushii kabhii Gam
naa judaa ho.nge ham
kabhii Kushii kabhii Gam

tere saath ho.ngii merii du_aa_e.N
aa_e.N kabhii naa tujh pe ko_ii balaa_e.N
meraa dil ye kahe tuu jahaa.N bhii rahe
har gha.Dii har Kushii chuume tere kadam

ye hai.n tere karam
kabhii Kushii kabhii Gam

% Part 3:

aa
kabhii Kushii kabhii Gam
naa judaa ho.nge ham
kabhii Kushii kabhii Gam

kyaa bebasii hai ye kyaa majabuuriyaa.N
ham paas hai.n phir bhii kitanii hai.n duuriyaa.N
jism tuu jaan mai.n terii pahachaan mai.n
mil ke bhii naa mile ye hai kaisaa bharam

ye hai.n tere karam
kabhii Kushii kabhii Gam
naa judaa ho.nge ham

View: Plain Text, हिंदी Unicode, image