kaalii ghaTaao jaao saajan ko samajhaao
- Movie: Shakti
- Singer(s): Suraiyya
- Music Director: Ram Prasad, Azam Baig
- Lyricist: Asad Jafri
- Actors/Actresses: Kukku, Suraiyya, Karan Diwan, Sofiya, Mumtaz Ali
- Year/Decade: 1948, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
kaalii ghaTaao jaao saajan ko samajhaao
sajan ko samajhaao
ruuTh gae hai.n baalam mose
paapii jiyaraa moraa ta.Dape
bhuul bha_ii hai, kahuu.N mai.n kaase
pii ko manaa kar laao
sajan ko samajhaao ...
sai.nyaa.N se jaa ke ro ro kahanaa
maa.Ng hai uja.Dii TuuTaa gahanaa
nisadin tarase daras ko nainaa
ab naa mohe kalapaao
sajan ko samajhaao ...
pai.nyaa paDuu.N mai.n ruuTh naa jaanaa
jiyaraa moraa chho.D naa jaanaa
baalam mohe naa bhulaao, aao
sajan ko samajhaao ...
Comments/Credits:
% Date: 04 Sep 2003 % Comments: Geetanjali Series % Theme - The OTHER Song % The MD Ram Prasad is the OTHER, lesser-known member % of the family. His sons Ganesh and esp. Pyarelal % are better known for their work as composer.