jin aa.Nkho.n kii niind haraam hu_ii ... wo kyaa jaane
- Movie: Jogan
- Singer(s): Shamshad Begum
- Music Director: Bulo C Rani
- Lyricist: Buta Ram
- Actors/Actresses: Nargis, Dilip Kumar
- Year/Decade: 1950, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
( jin aa.Nkho.n kii niind haraam hu_ii
un aa.Nkho.n kaa haal wo kyaa jaane ) -2
( kyuu.N palako.n ko ashqo.n se pyaar hu_aa
kyuu.N jiinaa bawaal wo kyaa jaane ) -2
( kyuu.N kaa.Npate ho.nTho.n pe kuchh bhii nahii.n
kyuu.N dil me.n tamannaa hai sahamii hu_ii ) -2
ho o o
aa-aa ke sataataa rahataa hai
( aa-aa ke sataataa rahataa hai
kyuu.N unakaa Kayaal wo kyaa jaane ) -2
jin aa.Nkho.n kii niind haraam hu_ii
un aa.Nkho.n kaa haal wo kyaa jaane
( din chain se jinake Guzarate ho.n
aur raate.n ho jinakii niind bharii ) -2
ik pyaar ke maare huye dil kaa
( ik pyaar ke maare huye dil kaa
behaal saa haal wo kyaa jaane ) -2
jin aa.Nkho.n kii niind haraam hu_ii
un aa.Nkho.n kaa haal wo kyaa jaane
Comments/Credits:
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)