jiivan hai bekaar binaa tumhaare
- Movie: Wapas
- Singer(s): Asit Baran, Indrani Roy
- Music Director: R C Boral
- Lyricist: Pt. Bhushan
- Actors/Actresses: Asit Baran, Bharati Devi
- Year/Decade: 1943, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

i: jiivan hai bekaar binaa tumhaare binaa tumhaare
suunaa sab sa.nsaar binaa tumhaare binaa tumhaare
binaa tumhaare in nainan me ghor a.ndheraa chhaa_e
chalatii hu_ii havaa tham jaa_e sukh kii saa.Ns na aa_e
TuuTe dil ke taar binaa tumhaare binaa tumhaare
a: ham se na bhed chhupaa_o sajanii
Kud bano na hame.n banaa_o
man me.n aur zubaa.N par bhalaa ye kaisaa dhokaa
jisakii man me chaah usii ko ye rokaa vo Tokaa
kaun kahegaa priit ise ye kaisaa ulTaa pyaar
a/i: jiivan hai bekaar ...
i: tum ho o o
tum ho paas jo ujarii bagiyaa.N pal bhar me bas jaa_e
maut zi.ndagii bane anokhii ra.ngat muuh par aa_e
a: mast havaa_e.N hasii.N khushii kii guu.nj uThe champaa
a/i: jiivan hai bekaar ...
Comments/Credits:
% Date: Dec 11, 2000
