jhin min jhiinii ... jaa_uu.N na jaa_uu.N piyaa kii galii
- Movie: Maqbool
- Singer(s): Sadhana Sargam, Anuradha Sriram, Rakesh Pandit, Ustad Sultan Khan
- Music Director: Vishal Bhardwaj
- Lyricist: Gulzar
- Actors/Actresses: Om Puri, Tabu, Naseer, Pankaj Kapoor, Irfan Khan, Masoomi Makhija, Piyush Mishra
- Year/Decade: 2004, 2000s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

jhin min jhiinii jhin min jhiinii jhin min jhin min jhiinii -2
siidhii saadhii baate.n baate.n bholii bhaalii
billo merii aa.Nkho.n kii kamiinii
jhin min jhiinii jhin min jhiinii jhin min jhin min jhiinii
jaa_uu.N na jaa_uu.N
jaa_uu.N na jaa_uu.N piyaa kii galii
ra.nge paa.Nv paka.Dii ga_ii jo chalii
chikane chikane aa.Ngan hai.n sayyaa.N ke ghar ke
mai.n chalanaa bhuul ga_ii re sayyaa.N se Dar ke
pagalii kar diinhii.n
jhin min jhiinii jhin min jhiinii jhin min jhin min jhiinii -2
siidhii saadhii baate.n baate.n bholii bhaalii
jaa_uu.N na jaa_uu.N piyaa kii galii
ra.nge paa.Nv paka.Dii ga_ii jo chalii
aaj ra.ng hai e maa.N ra.ng hai rii -2
mere mahabuubii ke ghar ra.ng hai rii
desii bidesii me.n Dhuu.NDhe phire huu.No to
jab dekhuu.N more sa.ng hai rii
aaj ra.ng hai -6
aaj ra.ng hai e maa.N ra.ng hai rii
mere mahabuubii ke ghar ra.ng hai rii
jhin min jhiinii jhin min jhiinii jhin min jhin min jhiinii
siidhii saadhii baate.n baate.n bholii bhaalii
billo merii aa.Nkho.n kii kamiinii
jaa_uu.N na jaa_uu.N piyaa kii galii
ra.nge paa.Nv paka.Dii ga_ii jo chalii
hidaa me.n chhupaa ke jiyaa rakh diyaa
hathelii pe jal tuu biyaa rakh diyaa
raushan raushan pairo.n se Kud hii sharmaa_uu.N
mai.n is pag us pag Doluu.N jaa_uu.N naa jaa_uu.N
pagalii kar diinii
jhin min jhiinii jhin min jhiinii jhin min jhin min jhiinii
siidhii saadhii baate.n baate.n bholii bhaalii
billo merii aa.Nkho.n kii kamiinii
jaa_uu.N na jaa_uu.N piyaa kii galii
ra.nge paa.Nv paka.Dii ga_ii jo chalii
chikane chikane aa.Ngan hai.n sayyaa.N ke ghar ke
mai.n chalanaa bhuul ga_ii re sayyaa.N se Dar ke
pagalii kar diinhii.n
more piir paayo -3
nijaamuddiin auliyaa
qutubuddin auliyaa
kariimuddin auliyaa
alaa_uddiin auliyaa
nasiiruddiin auliyaa
allaah kaa pyaaraa wo to
jag ujiyaaraa wo to
jag ujiyaaraa
aaj ra.ng hai e maa.N ra.ng hai rii
mere mahabuubii ke ghar ra.ng hai rii
Comments/Credits:
% Credits: George Thomas
