jaauu.N mai.n kahaa.N ye zamiin ye jahaa.N chho.D ke
- Movie: Miss India
- Singer(s): Lata Mangeshkar, Manna De
- Music Director: S D Burman
- Lyricist: Rajinder Krishan
- Actors/Actresses: Pran, Nargis, Pradeep Kumar, Nishi
- Year/Decade: 1957, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
lataa:jaauu.N mai.n kahaa.N
haay jaauu.N mai.n kahaa.N, ye zamiin ye jahaa.N chho.D ke
raah me.n mujhe chal diyaa kaaravaa.N chho.D ke
jaauu.N mai.n kahaa.N, ye zamiin ye jahaa.N chho.D ke
raah me.n mujhe chal diyaa kaaravaa.N chho.D ke
jaauu.N mai.n kahaa.N
mannaa:ye bhiigii bhiigii raate.n, ye ghuma.D ghuma.D barasaate.n
aise me.n dil se kar le do chaar nazar kii baate.n
baaho.n me.n aake so jaa so jaa so jaa
lataa:jaauu.N mai.n kahaa.N, ye zamiin ye jahaa.N chho.D ke
raah me.n mujhe chal diyaa kaaravaa.N chho.D ke
jaauu.N mai.n kahaa.N
lataa:raat guzaratii jaaye, aas nazar naa aaye -2
ro naa sakuu.N, ab rote rote aa.Nsuu bhii sharmaaye
ho, jaauu.N mai.n kahaa.N, ye zamiin ye jahaa.N chho.D ke
raah me.n mujhe chal diyaa kaaravaa.N chho.D ke
jaauu.N mai.n kahaa.N
mannaa:ye bhiigii bhiigii raate.n, ye ghuma.D ghuma.D barasaate.n
aise me.n dil se kar le do chaar nazar kii baate.n
ye bhiigii bhiigii raate.n, ye ghuma.D ghuma.D barasaate.n
aise me.n dil se kar le do chaar nazar kii baate.n
baaho.n me.n aake so jaa so jaa so jaa
lataa:jaauu.N mai.n kahaa.N, ye zamiin ye jahaa.N chho.D ke
raah me.n mujhe chal diyaa kaaravaa.N chho.D ke
jaauu.N mai.n kahaa.N
dard bharii tanhaa_ii yaad terii phir laa_ii
chhe.D rahii hai bhuule fasaane duur kahii.n shehanaa_ii
ho, jaauu.N mai.n kahaa.N, ye zamiin ye jahaa.N chho.D ke
raah me.n mujhe chal diyaa kaaravaa.N chho.D ke
jaauu.N mai.n kahaa.N, haay, jaa_uu.N mai.n kahaa.N
Comments/Credits:
%Transliterator:Srinivas Ganti % Date:30 October 2001 %Comments: SDB series % Contributor: Arunabha S Roy, Sep 30, 2004 % gave the last stanza as FITB