jaane kyaa haal ho is dil kaa agar tuu aaye
- Movie: Asha Aur Khayam (Non-Film)
- Singer(s): Asha Bhonsle
- Music Director: Khaiyyam
- Lyricist: Ahmad Warsi
- Actors/Actresses:
- Year/Decade: 1997, 1990s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
jaane kyaa haal ho is dil kaa agar tuu aaye
na to jazbaat pe na Kud pe hii qaabuu aaye
chaar-jaanib terii parachaa_ii nazar aatii hai
tuu hii Kushbuu saa mahakataa hu_aa har-suu aaye
tere jalawe kii nigaaho.n ko nahii.n taab rahii
aisaa mahasuus hu_aa chaa.Nd ko ham chhuu aaye
terii diladaar nigaaho.n kaa dilaasaa paa ke
merii palako.n pe chamakate huye juganuu aaye