jaanaa.n tujhe jaanaa to jaanaa mai.nne ye
- Movie: Indian
- Singer(s): Sadhana Sargam, Abhijeet
- Music Director: Anand Raj Anand
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actors/Actresses: Sunny Deol, Shilpa Shetty
- Year/Decade: 2001, 2000s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
jaanaa.n tujhe jaanaa to jaanaa mai.nne ye
he log kyo.n diivaane ho jaate hai.n pyaar me.n
jaanaa.n tujhe jaanaa ...
dekh to nigaaho.n se merii in nigaaho.n me.n
teraa bas teraa ik naam likhaa hai
he milaake nazar dekho
dil me.n utar kar dekho
chaahat kaa merii paigaam likhaa hai
sunaa ye fasaanaa to jaanaa maine ye
ho log kyo.n diivaane ...
haal rahaa aisaa to pyaar me.n tumhaare
meraa rab jaane kyaa haal hogaa
ho jo bhii takadiir hogii
raa.njhe kii hiir hogii
sohanii kaa aashiq mahivaal hogaa
maanaa maine maanaa aaj jaanaa maine ye
ho log kyo.n diivaane ...