Browse songs by

jaa.cn, jaanii, janaardan

Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

jaa.cn jaanI janArdan, tarA-ram-pam-pam-pam-pam - 2
sAhib ne bulavAyA, haazir hU.N mai.n aayA,
hU.N yaaro.n kA mai.n yaar, dushmano.n kA dushman, de danA-dan!
jaa.cn jaanI janArdan ...

ye tIno naam hai.n mere - 2, allA, jIsas, rAm hai.n mere
jis naam se jo chAhe, jo chAhe mujhe bulaaye
jisane jo faramaayA, jo maa.NgA mai.n laayA
hU.N yaaro.n kA mai.n yaar ...

ye filmo.n ke sitAre - 2, dekho nikale chamakate taare
ye sabakA dil bahalaaye.n, mai.n inakA dil bahalaaU.N - 2
hIroin se TakarAyA, hIro ko gussA aayA
hU.N yaaro.n kA mai.n yaar ...

a.ngrezI ho yA desI, filme.n sabhI mai.nne dekhI - 2
har pikchar dekhake sochA, mai.n bhI aikTar ban jaaU.N - 2
qismat ne ghumaayA, hoTal me.n pahu.NchAyA
hU.N yaaro.n kA mai.n yaar ...

Comments/Credits:

			 % Transliterator: Anurag Shankar (anurag@chandra.astro.indiana.edu)
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image