jaa re cha.ndr, jaa re cha.ndr, aur kahii.n jaa re
- Movie: Sajni
- Singer(s): Lata Mangeshkar
- Music Director: Sudhir Phadke
- Lyricist: Pt. Narendra Sharma
- Actors/Actresses: Sulochana, Anoop Kumar
- Year/Decade: 1956, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
(jaa re cha.ndr, jaa re cha.ndr
aur kahii.n jaa re)-2
gokul ke kR^ishhN cha.ndr jaaye.nge sakaare
jaa re cha.ndr jaa re
bR^indaavan ? hai suunaa man meraa
nikalaa kuchh aisii kar chalan saveraa
jharate nayan, bharate nayan, Duub gaye saare
gokul ke kR^ishhN cha.ndr jaaye.nge sakaare
jaa re cha.ndr jaa re
nai.n niir, man me.n piir, kitanii ? hai kahaan
hai ye priit, priit sakhii, pahale kyuun na jaanii
? ki sun ? kare vikal man pukaare
gokul ke kR^ishhN cha.ndr jaaye.nge sakaare
jaa re cha.ndr jaa re
praaN hare ? kare murali sun aalii
mohan man ? sakhii mohan vanamaalii
kaise rahe praaN ? pyaare
gokul ke kR^ishhN cha.ndr jaaye.nge sakaare
jaa re cha.ndr jaa re
Comments/Credits:
% Transliterator:Srinivas Ganti % Date:1 August 2002