ik rastaa aa haa aa haa do raahii
- Movie: Raam Balraam
- Singer(s): Mohammad Rafi, Kishore Kumar
- Music Director: Laxmikant, Pyarelal
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actors/Actresses: Ajit, Dharmendra, Rekha, Amitabh Bachchan, Zeenat Aman, Amjad Khan
- Year/Decade: 1980, 1980s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ki : ik rastaa aa haa aa haa do raahii aa haa aa haa
ik chor ik sipaahii
ra : bachapan kaa khel javaanii kaa sach
ki : bachapan kaa khel javaanii kaa sach
ra : ye hai terii-merii zindagaanii kaa sach
na miT sake nasiibo.n ke kalam kii syaahii
ik rastaa aa haa ...
do : ik chor ik sipaahii ...
ki : achchhaa hai Karaab hai buraa hai nek hai
ra : achchhaa hai Karaab hai buraa hai nek hai
ki : kuchh bhii hai ham dono.n kaa lahuu to ek hai
ra : kuchh bhii hai ham dono.n kaa lahuu to ek hai
ki : naa banaa chor tuu marzii se na banaa mai.n sipaahii
ra : ik rastaa aa haa ...
ra : ma.nzil hai ek mere saathiyaa
ki : ma.nzil hai ek mere saathiyaa
ra : maanaa ham dono.n kaa judaa hai raastaa
ki : maanaa ham dono.n kaa judaa hai raastaa
ra : ham chalate hai.n to dete hai.n qadam ye gavaahii
ra : ik rastaa aa haa ...
do : ik rastaa aa haa ...