ho.NTho.n pe bas teraa naam hai
- Movie: Ye Dillagi
- Singer(s): Kumar Sanu, Lata Mangeshkar
- Music Director: Dilip Sen-Sameer Sen
- Lyricist: Anand Bakshi
- Actors/Actresses: Akshay Kumar, Saif Ali Khan, Kajol
- Year/Decade: 1994, 1990s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

la: ho.NTho.n pe bas teraa naam hai tujhe chaahanaa meraa kaam hai - 2
tere pyaar me.n paagal huu.N mai.n subah-o-shaam
jaanam, ##I love you, you love me##
ku: ho.NTho.n pe bas teraa naam hai tujhe chaahanaa meraa kaam hai - 2
tere pyaar me.n paagal huu.N mai.n subah-o-shaam
jaanam, ##I love you, you love me##
la: ye raat soii hai khoii-khoii, aramaan mere hai.n jaage-jaage
ye kyaa mujhako ho gayaa
ku: zulfo.n ke saae chilaman banaae, aa mai.n diivaane inako haTaa duu.N
dekhuu.N teraa chaharaa
la: diivaanagii kaa chaam hai, tuu ishq kaa iinaam hai
ku: tere pyaar me.n paagal huu.N mai.n subah-o-shaam
la: jaanam, ##I love you, you love me##
ku: jaanam, ##I love you, you love me##
la: Tha.nDii havaae.n jaaduu jagaae.n, merii nigaahe.n hai.n pyaasii pyaasii
chhaane lagaa hai nashaa
ye gorii baahe.n tujhako bulaae.n aajaa miTaa duu.N duurii zaraa sii
ho na koii faasalaa
la: dil kaa yahii paigaam hai, tuu chain hai aaraam hai
ku: tere pyaar me.n paagal huu.N mai.n subah-o-shaam
la: jaanam, ##I love you, you love me##
ku: jaanam, ##I love you, you love me##
ho.nTho.n pe bas teraa ...
Comments/Credits:
% Transliterator: Rajiv Shridhar% Date: 11/03/1996 % Credits: Vishal Ailawadhi % ss
