holii aayii re kanhaa_ii, holii aayii re
- Movie: Mother India
- Singer(s): Chorus, Shamshad Begum
- Music Director: Naushad
- Lyricist: Shakeel Badayuni
- Actors/Actresses: Raj Kumar, Nargis, Rajendra Kumar, Sunil Dutt
- Year/Decade: 1957, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
sha : holii aayii re kanhaa_ii, holii aayii re
holii aayii re kanhaa_ii
ra.ng chhalake sunaa de zaraa baa.nsarii
ko (strii) : holii aayii re kanhaa_ii
ra.ng chhalake sunaa de zaraa baa.nsarii
ko (pu) : holii aayii re, aayii re, holii aayii re
sha : barase gulaal ra.ng more aa.nganavaa
apane hii ra.ng me.n ra.ng de mohe sajanavaa
ko (pu) : ho dekho naache moraa manavaa
ko (strii) : barase gulaal ra.ng more aa.nganavaa, jii more aa.nganavaa
apane hii ra.ng me.n ra.ng de mohe sajanavaa
sha : tore kaaran gharase aa_ii, tore kaaran ho
tore kaaran gharase aa_ii
huu.N nikalake sunaa de zaraa baa.nsarii
ko (strii) : holii aayii re kanhaa_ii
ra.ng chhalake sunaa de zaraa baa.nsarii
ko (pu) : holii aayii re, aayii re, holii aayii re
sha : chhuTe naa ra.ng aisii ra.ng de chunariyaa
dhoban ye dhoye chaahe saarii umariyaa
ko (pu) : ho man ko ra.ng degaa saa.Nvariyaa
ko (strii) : chhuTe naa ra.ng aisii ra.ng de chunariyaa, jii
ra.ng de chunariyaa
dhoban ye dhoye chaahe saarii umariyaa
sha : mohe bhaaye naa harajaa_ii, mohe bhaaye naa
mohe bhaaye naa harajaa_ii
ra.ng halake sunaa de zaraa baa.nsarii
ko (strii) : holii aayii re kanhaa_ii
ra.ng chhalake sunaa de zaraa baa.nsarii
Comments/Credits:
% Transliterator: Anil Ubale