ho tujhape salaam, ai mere naakaam\-e\-mohabbat
- Movie: Sohni Mahiwal
- Singer(s): G. M. Durrani, Zohrabai Ambalewali
- Music Director: Lal Mohomed
- Lyricist: Munshi Dil
- Actors/Actresses: Ishwarlal, Begum Para
- Year/Decade: 1946, 1940s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
![](/hindi-songs/icons/hindi.gif)
zo : ho tujhape salaam
ho tujhape salaam, ai mere naakaam-e-mohabbat
naakaam-e-mohabbat
pahu.Nchaa de sabaa
pahu.Nchaa de sabaa, usako ye paiGaam-e-mohabbat
paiGaam-e-mohabbat
aa.Nkho.n
( aa.Nkho.n me.n nazar aataa hai a.njaam-e-mohabbat
a.njaam-e-mohabbat ) -2
jiitii huu.N mai.n le-le ke faqat naam-e-mohabbat -2
haa.N naam-e-mohabbat -2
ho tujhape salaam -2
du : tumase to shikaayat nahii.n
tumase to shikaayat nahii.n, qismat kaa gilaa hai
ye mujhako silaa dil ke lagaane kaa milaa hai -2
ro_uu.N to mere haal
ro_uu.N to mere haal pe ha.Nsataa hai zamaanaa -2
ai jaan-e-mohabbat
ai jaan-e-mohabbat mujhe bhuul na jaanaa -2
ho tujhape salaam -2
zo : mai.n terii huu.N mai.n
mai.n terii huu.N mai.n terii zamaane ko Kabar hai
zamaane ko Kabar hai
jo haal udhar teraa wohii haal idhar hai -2
ho tujhape salaam -2
du : tum qaid hu_ii.n milane se majabuur huye ham -2
zo : ye qaid kyaa chiiz Kudaa_ii ko jalaa duu.N
fariyaad ke naalo.n se qayaamat ko jagaa duu.N
aasaa.N nahii.n duniyaa se muhabbat kaa miTaanaa
![](/hindi-songs/icons/hindi.gif)