Browse songs by

ham tum ho.nge, baadal hogaa

  • Movie:
  • Singer(s):
  • Music Director:
  • Lyricist:
  • Actors/Actresses:
  • Year/Decade: unknown
Back to: main index
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image

ham tum ho.nge, baadal hogaa
raqs me.n saaraa ja.ngal hogaa

vasl kii shab aur itanii kaalii
un aa.Nkho.n kaa kaajal hogaa

kisane kiyaa mahmez havaa ko
shaayad unakaa aa.Nchal hogaa

kyaa milanaa 'faaruuq' se logo.n
hogaa koii paagal hogaa

Comments/Credits:

			 % Transliterator: K Vijay Kumar
		     
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image