guu.Nj nahii.n yah parvat kii ... o merii pyaarii monaa
- Movie: Goonj
- Singer(s): Mohammad Rafi, Suraiyya
- Music Director: Sardul Kwatra
- Lyricist: Prakash Bakshi
- Actors/Actresses: Suraiyya, Suresh
- Year/Decade: 1952, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode, image
% kosh mentions this as a prelude, but it was not in the version
% I have.
guu.Nj nahii.n yah parvat kii
ra : o merii pyaarii monaa
khaalii hai dil kaa konaa
piital ke mol hai sonaa
sastaa hai maal uThaa le
aa
apanaa mujhe banaa le -3
o
su : o tuu tiin bacho.n kaa baap re
ye (???) paap re
jaa apanaa raasataa
jaa apanaa raasataa naap re
naa pa.Duu.Ngii tere paale
ra : are waah
su : jaa baate.n banaane waale
tumase (??) ham kaale
apanii o jaan ga.Nvaa le
ho o
ra : o merii pyaarii monaa
khaalii hai dil kaa konaa
piital ke mol hai sonaa
sastaa hai maal uThaa le
aa
apanaa mujhe banaa le -3
o
ra : o meraa monii kahe tohe maa.N -2
tuu bhii merii hai jaa.N -2
ab chho.D de tuu naa naa -2
biiwii ban gale lagaa le
su : jaa baate.n banaane waale
tumase (??) ham kaale
apanii o jaan ga.Nvaa le
ho o
ra : o merii pyaarii monaa
khaalii hai dil kaa konaa
piital ke mol hai sonaa
sastaa hai maal uThaa le
aa
apanaa mujhe banaa le -3
o
su : o
tujhe dil de ke rog lagaa luu.N -2
apane saamane se choTii ulajhaa luu.N
haay apane saamane se choTii ulajhaa luu.N
kyuu.N rog lagaa luu.N
ra : saadaa kahe jo byaah mai.n rachaa luu.N -2
duniyaa kar duu.N mai.n tere hawaale
su : jaa baate.n banaane waale
tumase (??) ham kaale
apanii o jaan ga.Nvaa le
ho o
ra : o merii pyaarii monaa
khaalii hai dil kaa konaa
piital ke mol hai sonaa
sastaa hai maal uThaa le
aa
apanaa mujhe banaa le -3
o