ghuu.NghaT kalii kaa na khol bha.Nware
- Movie: Aanchal
- Singer(s): Asha Bhonsle
- Music Director: C Ramchandra
- Lyricist: Pradeep
- Actors/Actresses: Ashok Kumar, Nanda, Seema Deo, Nirupa Roy, Sudesh Kumar
- Year/Decade: 1960, 1960s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
ghuu.NghaT kalii kaa na khol bha.Nware
ghuu.NghaT kalii kaa na khol
aur kahii.n jaa ke Dol meraa ruup ba.Daa hai anamol
ghuu.NghaT kalii kaa na khol re bha.Nware
ghuu.NghaT kalii kaa na khol
kal hii to mai.nne bachapan ko chho.Daa, bachapan ko chho.Daa
kal hii to mai.nne bachapan ko chho.Daa
na_ii uma.ngo.n se naataa hai jo.Daa -2
komal kishorii ko tuu barajorii -2
mat kar Daa.NvaaDol
ghuu.NghaT kalii kaa na khol bha.Nware
ghuu.NghaT kalii kaa na khol re bha.Nware
ghuu.NghaT kalii kaa na khol
rahatii huu.N mai.n sadaa aa.Nchal sambhaale -2
kahii.n ko_ii merii naa Kushbuu u.Daa le
Kushbuu u.Daa le
gun gun karatii taano.n me.n merii -2
pyaar kii bolii naa bol
ghuu.NghaT kalii kaa na khol bha.Nware
ghuu.NghaT kalii kaa na khol
aur kahii.n jaa ke Dol meraa ruup ba.Daa hai anamol
ghuu.NghaT kalii kaa na khol re bha.Nware
ghuu.NghaT kalii kaa na khol
Comments/Credits:
% Song Courtesy: http://www.indianscreen.com