Gam\-e\-zindagii kaa yaa rab na milaa ko_ii kinaaraa - - Talat
- Movie: non-Film
- Singer(s): Talat Mehmood
- Music Director: Chitta Rai
- Lyricist: Ameer Minai
- Actors/Actresses:
- Year/Decade: unknown
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
Gam-e-zindagii kaa yaa rab na milaa ko_ii kinaaraa
merii fikr-e-bekaraa.n ne do jahaa.n ko chhaan maaraa
merii aarazuu ko baKshii terii har nazar ne raf_at
use bekaraa.n kare gaa mere shauq kaa sharaaraa
mai.n kabhii ravaa.n davaa.n thaa kisii dasht-e-beKudii me.n
kisii duur kii sadaa ne mujhe payaar se pukaaraa
meraa zarf ye ki lekar Gam-e-bekaraa.n mai.n chup huu.N
na suKan se raaz paidaa na jabii.n se aashakaaraa