gaharii hai nadiiyaa aur bha.Nwar hai - - Kanan Devi
- Movie: non-Film
- Singer(s): Kanan Devi
- Music Director:
- Lyricist:
- Actors/Actresses:
- Year/Decade: unknown
View: Plain Text, हिंदी Unicode,
gaharii ye nadiiyaa aur bha.Nwar hai na_iyaa kar do paar -2
ek to naar navelii duuje naav pa.Dii majhadhaar -2
gaharii ye nadiiyaa aur bha.Nwar hai na_iyaa kar do paar
lahar uThat hai saagar jal me.n mauj jiyaa dharakaaye -2
haradam manawaa hovat more na_iyaa Duub naa jaaye
haa
haradam manawaa hovat more na_iyaa Duub naa jaaye
gaharii ye nadiiyaa aur bha.Nwar hai na_iyaa kar do
saare jagat maa.n Dhuu.Ndh phirii mai.n khevanahaar naa paayo -2
chhol kahe more priitam pyaare kar do be.Daa paar
aa
chhol kahe more priitam pyaare kar do be.Daa paar
gaharii ye nadiiyaa aur bha.Nwar hai na_iyaa kar do paar