gaa_o taraane man ke jii ... chham\-chham
- Movie: Aan
- Singer(s): Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar, Chorus, Shamshad Begum, Shyam
- Music Director: Naushad
- Lyricist: Shakeel Badayuni
- Actors/Actresses: Premnath, Nimmi, Dilip Kumar, Nadira, Mukri, Cukoo
- Year/Decade: 1952, 1950s
View: Plain Text, हिंदी Unicode,

%
ko : hoy
he
hoy gaa_o taraane man ke jii
aashaa aa_ii dulahan ban ke jii
naacho naacho man kii taal pe
chham-chham -3
hoy aaj Kushii ban-Than ke jii
kar ghar aa_ii hai dulahan ke jii
naacho naacho man kii taal pe
chham-chham -3
sha : dhak-dhak ma.n me.n Dholak baaje
chham-chham pag me.n paayal
ho chham-chham pag me.n paayal
ko : aa aa
hoy
dhak-dhak ma.n me.n Dholak baaje
chham-chham pag me.n paayal
la : baalam kii nazaro.n ne -2
kiyaa hai aaj meraa dil ghaayal
ko : aa
hoy baalam kii nazaro.n ne
kiyaa hai aaj meraa dil ghaayal
sha : bhed mai.n apane kholuu.N naa
kuchh boluu.N naa
sa.ng Doluu.N naa
tiir chale chitawan ke jii
rimajhim aaye din saawan ke jii
naacho naacho man kii taal pe
chham-chham
ra : aahaa
sha : chham-chham
ra : waah
sha : chham-chham
sha : apane piyaa kii jogan ban jaa
chho.D de mahal-dumahale
ho chho.D de mahal-dumahale
ko : o
hoy apane piyaa kii jogan ban jaa
chho.D de mahal-dumahale
la : phuul wahii sachhaa hai -2
jo kaa.NTo.n ke dukh bhii sah le
ko : ho
hoy phuul wahii sachhaa hai
jo kaa.NTo.n ke dukh bhii sah le
sha : pyaar ko jab tum jaanoge
pahachaanoge
phir maanoge
ruup naye jiiwan ke jii
milate hai.n dwaare saajan ke jii
naacho naacho man kii taal pe
ko : hoy gaa_o taraane man ke jii
aashaa aa_ii dulahan ban ke jii
naacho naacho man kii taal pe
chham-chham -3
hoy aaj Kushii ban-Than ke jii
kar ghar aa_ii hai dulahan ke jii
naacho naacho man kii taal pe
chham-chham -3
aa aa aa
Comments/Credits:
% Song courtesy: http://www.indianscreen.com (Late Shri Amarjit Singh)
